Showing posts with label Naqsh. Show all posts
Showing posts with label Naqsh. Show all posts
Monday, 18 August 2014
Monday, 11 August 2014
Paisay Khatam na Hungay Wazifa
If you want your pocket always full even if you spend carelessly this WAZIFA will INSHALLAH benefit you.
Naqsh Mohabbat ka Surah e Falak Ka AMAL
Is taweez ko print karaleen or phir is per surah falaq 10000 dafa par k dam kareen .jis kisi ko be mohabbat main dewana karna ho us ka naam picha likh den si tarah
Al hoob fala bin fala Ala hoob fala bin fala ,
fala bin fala ki jaga jis banda per amal karna ho us ka naam or uski mah ka naam likha
agar chahe k mard orate se mohabbat kareen to naam orate ka pehla or mard ka picha
likha or agar chahe k orate mard se mohabbat kareen to naam mard ka orate ka naam se
pehla likha or likhta waquat mu main chini khae . agar yeah sab samajh main na ahe
karna to phir simpe sa sentence likha for example ya Allah razia binte rasheeda ko
asghar bin bano ki mohabbat main bekarar karden k wo asghar se ishq kareen . yeah likh na k baad is taweez ko ake glass pani main dal k bego den 1 raat tak phir jis ka naam ka taweez ho usko kisi na kisi tarah pela de ya phir us ka khana main yeah pani mila de ya cold drink main jab wo ghar jahe ga jis na yeah pani piya hoga to ushe raat us ka demage apse mohabbat karna ka bare main sochta rahe ga yeah sirf one time he karna hota ha bus is ka asar 3 din main he zahir ho jata ha sirf shahde ki niyat karna walay log yeah kareen.
Friday, 8 August 2014
Naqsh e Mohabbat ka Wazifa For Love
Naqsh Ya Mubeebu Taweez - Ya Mujeebu Ka Aaml: Ya Mujeebu ke naqsh ko kabuliat dua, har bala se mehfooz rehnay, khawahish, hajaat ke pura honay ke liye, kisi meham ko hal karnay ke liye, dusron ko maskhar karne ke liye aur mandraja bala maqasid ke liye istimal kiya jata hai. Magar Ya Mujeebu ka taweez istimal karnay se pehle chalis din tak 6250 martaba parhna lazim hai, is ke baad is ka naqsh dusron ko dain tou Insha'Allah fayeda ho ga.
Wednesday, 6 August 2014
Muhabbat ka Naqsh - Baray Love Husband and Wife Wazaif
Is taweez ko print karaleen or phir is per surah falaq 10000 dafa par k dam kareen .jis kisi ko be mohabbat main dewana karna ho us ka naam picha likh den is
tarah Al hoob fala bin fala Ala hoob fala bin fala ,
fala bin fala ki jaga jis banda per amal karna ho us ka naam or uski mah ka naam likha
agar chahe k mard orate se mohabbat kareen to naam orate ka pehla or mard ka picha
likha or agar chahe k orate mard se mohabbat kareen to naam mard ka orate ka naam se
pehla likha or likhta waquat mu main chini khae . agar yeah sab samajh main na ahe
karna to phir simpel sa sentence likha for example

ya Allah razia binte rasheeda ko asghar bin bano ki mohabbat main bekarar karden k wo asghar se ishq kareen .
yeah likh na k baad is taweez ko ake glass pani main dal k bego den 1 raat tak phir jis ka naam ka taweez ho usko kisi na kisi tarah pela de ya phir us ka khana main yeah pani mila de ya cold drink main jab wo ghar jahe ga jis na yeah pani piya hoga to ushe raat us ka demage apse mohabbat karna ka bare main sochta rahe ga yeah sirf one time he karna hota ha bus is ka asar 3 din main he zahir ho jata ha sirf shahde ki niyat karna walay log yeah kareen warna Ulat hojaiga.
Husband and Wife Love for Narazgi Wazaif
Subscribe to:
Posts (Atom)